Ek chhote se gaon ki ek chhoti si basti mein ek Chhota sa baccha paida hua uska naam uske मां-बाप ne Ramesh Rakha jab Ramesh paida hua to uske मां-बाप bahut khush the per hamesha se nahin uske paida hone se pahle uske man ne yah socha tha ki vah use janm Dene se pahle hi Apne kokh mein maar denge kisi ling bhedbhav ke Karan nahin balki unki arthik sthiti ke kaaran unki arthik sthiti itni kharab thi ki vah ne din mein teen waqt ka khana to nahin do waqt ka khana bhi mushkil se milta tha vah bahut mushkil se apna gujara karte the per Ramesh ke Baba ne uski maa ko dilasa dekar yah kaha tha ki vah Ramesh ka acche se palan poshan kar payenge vah UN per Bharosa rakhen uske theek do mahine bad Ramesh ka janm hua aur Ramesh ke janm ke theek bad unke ghar mein Manav ki sab achcha hone laga Manav Ramesh unke Bhagwan ka Swaroop Ho uske man baba ko rojgar milane Laga vah ab apna do waqt ka khana pahle se jyada kafi acchi se kha sakte the aur Ramesh ka bhi acche se palan poshan kar sakte the vah log ab bahut khush the धीरे-धीरे Ramesh bada hone Laga per baki baccho ki tarah uska palan poshan nahin Ho pata tha isiliye vah dikhne mein kafi kamjor tha baki bacche use Kai bar chidhaya kar dete yahan tak ki uske Mitra bhi usse Kai bar chidhaya karte the per vah kafi sidha aur darashe mein hone ke Karan unse kuchh Na bolata vah chupchap rahata Ramesh aur uske man baap donon kafi Khush Rahane Lage ek din Ramesh ke gaon mein kafi andhera hone laga aur sham ka waqt tha isiliye jaldi andhera Ho Gaya aur Mausam kharab hone laga use din Ghar per sirf Ramesh aur uske man ki uske Baba kam se kahin bahar Gaye the Mausam bigadne Laga barish aane wali thi Kale Badal a gaye the Ramesh ne apni man se poochha man baap kab aaenge to uski man ne jawab Diya ki Baba subah kah kar gaye the ki aaj thoda der se aaenge to fir Ramesh darvaje mein baithkar Apne Baba ka intezar karne Laga Kareeb 2 ghante bechne ke bad uski man I aur Ramesh se kaha ab andhera ho chuka hai tum tab tak khana kha lo tumhare Baba a jaenge Ramesh ki man Ko kafi chinta ho rahi thi per unhen Apne bete ko dilasa dete hue kaha ki Baba barish mein fanse honge vah jaldi a jaenge aur uski man ne Ramesh ko khana khilaya aur sone ke liye kaha Ramesh Sone chala Gaya uski man darvaje per baithe baithe intezar karne lagi aur intezar करते-करते unhen nind a gai FIR Achanak se uski man ki aankh khuli to dekha halka halka ujala ho chuka tha matlab subah hone wali thi tabhi unhone dekha ek vyakti dhoti pahne hue unke Ghar ki taraf ko a raha hai theek vaise hi Jaise Ramesh ke Baba pehnate the ki man ne dur se hi chillate hue kaha kahan the itni Raat Tak barish mein ruk gaye the kya vahi unhone use aadami ko pass aate hue dekha to dekha vah unke gaon ka sarpanch hai uski man ne kaha aap yahan kyon aaye the subah kabhi uski man piche dekhne lagi piche se दो-तीन vyakti aur aaye aur दो-तीन mahilayen aaye FIR uski man ne ghabrati Hui Kati Hui awaaz mein bola kya hua aap sab yahan aise kyon aaye Hain tabhi uski man ne halki si ujale Pan mein dekha ki do vyakti ek vyakti ke bahon ko Apne kandhe mein Sahara diye hue uske Ghar ki taraf ko la rahe Hain ki man ne jab unhen pass aate hue dekha to vah chij padi Ramesh ki man ki awaaz sunkar Ramesh bahar aaya aur dekhte hi Dang rah Gaya uske Baba angan mein lete pade the aur uski man uske Baba ke sharir ke pass ro rahi thi Ramesh ko yah dekhkar kuchh samajh mein nahin aaya vah chupchap ek Kone mein khada hua vah sab dekh raha tha Ramesh ko Apne Baba ki yahhalat dekhkar bilkul achcha nahin Laga vahi uski man bhi kafi ro rahi thi Ramesh tab 11 saal ka bachcha tha vah bus apni man ki cheekh sunkar so kar uth kar aaya aur usne yah sab najara dekha to Dang rah Gaya vahin sarpanch ki use per najar padi to sarpanch Ramesh ke pass aaye aur usse bola ab tumhare Baba nahin rahe itna sunte hi Ramesh kafi Rone laga aur Tut foot ka chillane Laga vahi kuchh der bad suryoday hone ke bad Ramesh ke Baba ka antim sanskar karne ke liye Ramesh se kaha Gaya Ramesh ne rote rote sarpanch ki baat Mani aur uske Baba ka antim sanskar Kara uske Baba ki kuchh din jaane ke bad uski man kafi jyada pareshani mein a gai thi uski man Ko kafi mehnat karni pad rahi thi kam dhundhne ke liye aur apna aur apne bete ka palan poshan karne ke liye Ramesh ki man ko bahut mushkil se ek Ghar per kam mila tha ek din vah kam karke Ghar Laut rahi thi to unke samne ek aadami aaya use aadami ne Ramesh ki man se bola kya tumne mujhe pahchana Ramesh ki man ne achambhe mein apna sar na ki tarah khilate hue unhen Na ka Ishara Diya use aadami ne bola Ramesh ke Baba ne mere se 2 sal pahle kuchh paise udhar liye the Maine unhen is sal April tak ki mohlat di thi April mein unhone kaha ki vah mujhe 2 mahine bad Paisa Laut aaenge per abhi tak unka Paisa wapas nahin aaya hai ab mujhe Mera Paisa chahiye Ramesh ki man ne apne aankhon mein se aansu poste hue unhen dhireshwar mein kaha ki Ramesh ke Baba is duniya mein nahin Gaye use aadami ne apna sar jhuka liya aur bola mujhe is baat ka bahut dukh hai Bhagwan unki atma ko Shanti de ismein FIR kaha ki yah is baat se main kuchh nahin kar sakta Maine apna farj nibhaya uske Baba ki madad karke ab aapko apna farj nibhaanaa hai mere paise lauta kar itna kahate hi vah chale Gaye Ramesh ki Mata duvidha mein a gai kyunki uske Baba ne uski man Ko ine karj ke bare mein nahin bataya tha aur unka Karz bhi jyada tha Ramesh ki man ne ab aur kam dhundhna shuru kara fir bhi unhen Kam nahin Mila धीरे-धीरे Ramesh ki man ki tabiyat bhi kharab hone lagi aur UN per paison ka dava bhi padhne Laga jis Karan uski man ka bhi dayashan ho gayaRamesh ke Baba ke jaane ki thi 10 mahine bad uski man bhi chal basi Ramesh ab Puri tarah Tut chuka tha usne apni man ka antim sanskar kara aur subah se Sham Tak Ho vahin Ghat per baitha Raha Ramesh Apne halaton Ko yad karke rota Raha aur FIR use धीरे-धीरे duniya ki sacchai pata chale uska man kathor hota Gaya aur usne Apne aansu pahunche fir usne yah thana ki vah Apne man baap ke liye paison ko jaldi hi jhuka dega Ramesh ne FIR bade Lala ke ghar mein kam shuru Kara FIR kahin data bajari sarni ka bhi kam shuru kara kahin vah chai bantata to kahin akhbar aise kar karke usne apna khoon pasina ek karke paise kamae aur Apne man baap ka karj utaar Diya धीरे-धीरे vah aur jagah bhi Kam karne Laga use uske galtiyon ke Karan kafi dant bhi padati kyunki vah sirf 12-13 varsh ka tha per fir bhi vah sabke taane sunkar apna Kam Karta धीरे-धीरे Ramesh bada hota Gaya aur bahut hi samajhdar bhi hua Ramesh ne mehnat karna shuru kara aur vah apne gaon ke bahar Shahar mein kam karne ke liye Gaya Ramesh ki kabiliya dekhkar use ek badi company mein kam Mila धीरे-धीरे Ramesh ka kam uske manager ko kafi pasand aaya isiliye usne Ramesh ka promotion bhi kara Agra Ramesh ek bahut hi bada aur achcha Insan ban chuka tha ek din Raat Mera mesh Apne man baap ke bare mein sochta hua apne ghar mein sofe mein let kar aansu Baha Raha tha vaise hi Achanak se uski aankh lag gai aur usne Apne sapne mein Apne man baap Ko Paya Jo kafi prasann the aur use Aashirwad de rahe the vaise hi Ramesh ki aankh khuli aur vah bhag kar apni balkani mein Gaya aur vahan per Apne मां-बाप Ko yad karte hue humko pranam Kara