the end of second story

1230 Words
vah apne aap ko sambhalne lagi dimple aur dobara uski jindagi mein ek aur ladka aaya vah use shahar mein aaya tha jahan dimple rahti thi tab dimple roj sham ko gurudware jaati thi vahan vah ladka bhi Chahta tha tab dimple use dekhti thi aur आहिस्ता-आहिस्ता vah dimple ko Pasand aane Lag dimple usi man hi manchahane lagi tab ladke ko thodi bhanak pad gai ki use dimple Pasand karti hai aur vah ladka bhi dimple ko Thoda Thoda Pasand Karne Laga आहिस्ता-आहिस्ता donon mein Pyar hota Gaya per use ladke ke man baap Nahin the panch bahane thi vah bahut garib bhi tha ki main is ladke ko Pasand Karti hun tab uski doston ne kaha ki iske pass kuchh bhi Nahin hai ise Tum bhul jao aur tumhare ghar wale bhi yah rishta Nahin swikar karenge tab dimple ne kaha ki kya hai vah garib hai to ladki ladkiyon ne kaha use ke yah tumhare layak bhi Nahin h tab ladkiyon ne kaha ki yah tumhare layak Nahin hai kad mein bhi dimple se thoda chhota lagta tha aur dimple ki umra mein bhi thoda chhota tha tab aas padosiyon ne dimple ko uske sath dekh liya aur uski Man ko kaha ki yah kya tumhari beti is ladke ko Pasand Karti Hain uski man nikah Nahin yah sab jhooth hai Meri beti aisi Nahin hai tab man hi dimple se poochha ki Tum use ladke ko Pasand karti ho man ne kaha ki dimple Tum use ladke ko Pasand karti ho tab dimple ne kaha Nahin man ne kaha aas padosiyon ne tumhen vahan dekha hai dimple ka Nahin yah sab jhooth bol rahe hain tab vah ladka jo pahle Pasand karta tha dimple ko vo dimple ko abhi bhi Chahta tha vah bhi dimple ko chitthi vagaira likh likh kar bhejta tha deta tha dimple mujhse galti ho gai mujhse breakup mat karo main shaadi ke bad bhi tumhare sath rishta rakhunga aur main Kisi ko chahti hun tab usne kaha Kise chahti ho main tumhen batana jaruri Nahin samajhti tab usne kaha Nahin tumhen batana hoga tab jor jabardasti karne ke bad usne kaha main is ladki ko chahti hun tab vah ladka hansne Laga kahane Laga ha usne kaha Kya Tumne ismein khoob dekha hai usne kaha yah tumhari Tarah dhokebaj Nahin hai tab aise hi dimple use ladke ko ishare karne lagi aur uski bahan ek jiske Ghar vah ladka rahata tha tab usne use kah tab ne use usne dimple ne uski ladke ki bahan ko kaha ki main tumhare bhai ko Pasand Karti hun tumhara bhai bhi Kya mujhe Pasand karta hai vah kahane lagi ki mera bhai bahut garib hai Ham panch bahane ka vajan bhi use per hai aur uske pass apna Ghar bhi Nahin hai vah mere Sath rahata hai tab dimple ne kaha koi baat nahin main uske sath gujara kar lungi vah mujhe bahut pyara hai main usse bahut pyar karti hun tum apne bhai se meri baat karo tab usne apne bhai ko kaha ki yah tumhen Pasand karti haiai tab uske bhai ne kaha ki main to khud tumhare pass rahata hun main use kya chhat dunga tab usne kaha Nahin vah tumhen bepanah mohabbat karti hai tab dimple ke Bhai ko Kisi ne kaha ki tumhari bahan ise Pasand Karti Hain usne kaha Nahin main iske sath apni bahan ka rishta Nahin hone Dunga nice ki jaat ka pata na iske Ghar Bahar ka pata yah rishta main Nahin hone dunga vah ladka Jahan rahata tha apni bahan ke pass bahan ke ghar wale usse Sahi namune baat Nahin karte The usse Sara din kam karate the vah ladka Jahan rahata tha apni bahan ke ghar uske Ghar wale usse bahut kam karate the vah ladka apne aap ko bahut galti feel karta tha vah yah sota tha ki jab main main bhi yahan se poochh nahin hun tumhen dimple ko kya rakhunga aur kya khilaunga kuchh banne ki koshish vah Karne Laga vah jaise hi koshish karta tha to use ladki ke ghar bahan ke ghar wale uski koshish ko Naam kam kar dete the vah yah kahate the ki bus yah hamara naukar bankar Rahe aur yah baat use ladke ko Pasand Nahin Thi usne apni bahan ko kaha ki main Yahan se Jana chahta hun kuchh banna chahta hun main Yahan Nahin rah Sakt vah ladka kuchh banna Chahta tha aur usne yah baat dimple ko bhi Kahi ki main Yahan Nahin rahana Chahta main kuchh banna chahta hun achcha Hoga ki Tum mujhe bhul jao tab dimple ka Nahin main tumhen Nahin Bula sakti tum jaise raho Jahan raho main tumhare sath rahungi vah ladka vahan se Chala Gaya aur har roj hi sochta tha ki main ise kaise samjhaun ki main khud Kaisi halat mein rah raha hun mere sar per panch panch bahanon ka vajan hai achcha Hoga yah mujhe bhul jaay ladka yah kahana Chahta tha ki main dimple ko kaise samjhaun ki vah mujhe bhul jaaye per dimple yah baat sunane ko taiyar Nahin Thi tab din cal ki man ne dimple ko samjhaya ki dimple yah kam mat karo Tum ek bar dhokha kha chuki ho dobara dhokha mat khao bhul jao use ladke ko Nahin uske pass Ghar Nahin uske pass kuchh bhi sari jindagi vah bahanon ka bojh uthata hai vah tumhen kuchh Nahin de sakega tumhare khwahish hai tumhari Khushi mein bahut badi hai tum apna carrier banana hai tab ladke ne Tham Le ke mujhe Yahan ke Jana hai vah ladka Bina bataye Kisi ko Raat ko apna Saman vagaira bandh chori chhupe ek chitthi bahan ko likhkar kosi dimple ko bhi ek message kiya aur use kaha ke dimple ab mujhe bhul jao mujhe yad mat karna ho sake to apni jindagi ki shuruaat karna main tumhare layak Nahin hun main kuchh banna chahta hun kuchh karna chahta hun achcha Hoga ki Tum mujhe bhul jaoe dimple ko chitthi likhkar vah ladka vahan se Chala Gaya aur usne dimple ko chitthi likhkar kaha ki dimple tum mujhe bhul jao main tumhare layak Nahin hun main apni apne aap ko kuchh banaunga FIR kuchh Karke dikhaunga FIR main dobara Yahan aaunga dimple जोर-जोर se rone lagi kahan ki Kaisa dhokha Mila mujhe dusra abhi main ek dhokhe ko bhi Nahin bhula sagiaaia tab vah ladka bhi use chhod Kar Chala Gaya tab uske Ghar walon ne kaha bus bahut hua ab Ham tumhara rishta Tay kar denge tab uske Ghar walon ne uska rishta Tay Kar Diya Shuru Shuru mein to vah ladka bhi usse bahut acche namune se bolata tha karta tha mahange mahange gift vagaira deta tha usne use ladki ke liye karva chauth ke badhate bhi rakhen Diwali function vagaira bahut kiye tab use ladke ke sath uski mangni Hui tum mujhse jyada jyada mat bola karo bolata tha usko danta bhi bahut tha tab vah roti thi aur usne Apne Ghar walon ko bhi bataya ki yah mujhse acche naye tarike baat nahin karta mujhe danta hai aur sharab bhi pita hai tab uske Ghar walon ne kaha ki ab hamen kuchh sochana chahie tab usne use ladke se bhi rishta Tod Diya aur use bechari chautha rishta hua to uske sath uski shaadi ho gai man hai yah Thi Kahani dimple ki the end
Free reading for new users
Scan code to download app
Facebookexpand_more
  • author-avatar
    Writer
  • chap_listContents
  • likeADD