Hlw dosto aap sabhi ka pyar hi hame kuch behatar karne ki prerana deta hai mujhe umid hai aap sab mujhe aapna pyar jarur denge
THANK YOU VERY MUCH
aap mera ye kawita bhi padhe mujhe
umid hai aapko jarur pasand aayega
Ishque me aksar ye bawal hota hai phone kaha busy tha yahi sawal hota hai..
ye bhi padhe
mana hansana hai ada gam chhupane ki lekin haste haste kabhi o bhi roye honge khyalo me mere kabhi o bhi khoye honge yad karke meri bat bhale hi unke aakho me aanshu n aaye ho lekin hotho pe kuch muskan to jarur aaye honge