MURDERER FORTUNE

1292 Words
main hi Tum se pyr ho gya tha wo yah sun kar waha se chali gai na Jane us din us ko us ki ankho ma kaya dekha wo us ko inkar nhi kar saki ase hi Kuch arsa unho ny date kia or phir shadi kar li. honey! main a gya honey! main a gya I'm coming home ( us ki awaz se us ki ankh khul Gai na Jane wo kitni hi dair ase hi soti rahi subha se Raat ho Gai)us ny Khana banaya or wo kha kar so gya us ko nend nhi a rahi thi wo bar bar karwate badal rahi thi us ke shuhar ki ankh khul Gai us ny Anna se kaha kia howa honey so kyu nhi rahi( us ny ankhon main nami laty howy)us se kaha ma ap se Kuch chupaya hain ma ap ko ek baat nhi batain aj se 6 Saal pehly Meri ek beti howa karti thi ma or wo ek dosry ky liya hi zinda thy par wo ek din qatal kar di Gai kisi ny us ko berahmi se qatil kar diya main kabhi bhi us qatil ko maaf nhi karo gi main kahi se bhi us ko dhond nikalo gi or us ko us ky mokam tak pounchao gi us ny apni biwi ko tasali di or wo so Gai us din wo apni biwi ko solane ky bad sucho main gum ho gya(wo ek tofani Raat thi wo ek serial killer howa karta tha wo paiso ky badly Kisi ka bhi qatil kar diya karta tha wo bhi ek asi hi Raat thi barish ho rai thi us ny Kisi se paisy liya thy is bachi ka qatil karny ky us ny qatil kar diya or wo waha se ja hi Raha tha ky us ky hath se bacho ka khilona gir gya jis ki wajha se us ki ankh khul Gai or us ki ankhon ky samny us ki bachi ki lash thi us ky hosh ur gy wo behosh ho Gai yah sab dekh kar)us ki ankh tab khuli jab Anna ne us ko breakfast ky liya uthaya tha. Khana kha lo Khana tayar hain Khana thanda ho jaye ga wo utha or khane ki table or a gya honey Khana kha lo or phir Tum Kam ky liya ja sakty ho us ny Khana khaya or Kam par Nikal gya rasty ma jaty time bhi us ko mazi ki yadain a rai thi us ny us ki baton ko cross check kia tu us ko pata chala ky yah wohi hain jis ka qatil us ny us Raat kia tha wo tot sa gya tha wo suchne Laga ky Mera mazi kabhi bhi Mera pecha nhi chory ga. aj us ko ek call I Jo sun kar wo Khush ho Gai wo Khushi se Pagal c ho Gai(wo us ky detective ki call thi Jo us ny pechly do Saal se rakha tha us ny us qatil ko dhond liya tha bal akhir us ko Kuch saboor mil gy thy us ny Anna ko wo saboor diya or kaha yah tha wo jis ny ap ky Bache ko mara us ny UN picture ma back thi sai se dekh nhi raha tha wo pehchan nhi Saki wo in saboor ko Ghar ly Gai or kamry ma Rakh diya) honey! ma a gya ho honey!I'm coming home Anna I or us ny us ky liya Khana banaya or wo kha kar sone lagy toh Anna ny kaha KY mujhy aj Kuch Mila hain Kuch picture Jo ky us qatil ki hain wo sun kar heran sa rah gya wo korsi se jam sa gya us ny dekha ky us ma us ki shaqal nhi dekh rahi thi us ny tasali ki sans ki or waha se Chala gya or so gay. hey honey! ma a gya ho ghar main a gya Tum kasi ho Kuch khany ko mil sakta hain khany ko us ny us ki awaz suno tu kaha ok honey! ma Khana banati ho in dono ny Khana khaya or so gy. hello mam! kasi hain ap mujhy Kuch Mila hain us qatil ny bare main kia ap a sakti hain kyu nhi ma abhi a jati ho kaha ana hain wo Jo new restaurant open howa hain waha a jaye ap ky Ghar ky pass hi hain wi a gai tu detective ny us ko wo saboor dekha diya jis main us ny kala coat or Kali hi cup pehni hoi thi Wo dekh kar heran ho Gai or wo lag bag behosh hony hi wali thi ky detective ny kaha mam! sambaly khud ko theek toh hain na ap us ny khud ko sambala wo apna yah bacha nhi khona chahti thi. honey!ma a gya I'm coming home Honey! kaha ho Tum Anna uthi or bhar Gai us ny apny shuhar ka chehra dekha Jo ab us ko wohi qatil ka lag rah tha us ny khana banaya dono ny khaya ek khamoshi c thi dono ky Beach us ny us se pocha b kia howa Anna Tum theek tu ho na pr us ny koi jawab nhi diya wo ase hi Khana kha kar so gy. agli subha us ny Kuch or ankariyan li or apni dost emali ky Ghar a gai emali us ko dekh kar Khush ho Gai us ko bhot herani hoi ky yah aj yaha Kase a gai yah tu kabhi apny ghar se nhi nikalti hain. kasi ho Anna kia hal hain or Bache ki sunao kab hain delivery us ny koi jawab nhi diya bas rony lag gai kia howa Anna batao mujhy kia howa theek tu ho na Tum kia baat hain Kisi ny Kuch kaha hain Tumhe mujhy bhot gabrahat ho rai Anna bolo emali ma ek qatil ky sath rehti I ho ab tak wo ek qatil hain Kon Anna kis ki BAAT kar rai ho Tum Mera shuhar jis se many shadi ki thi do Saal pehly wo ek qatil hain kis ka qatil kar diya hain us ny Anna batao wo mery Bache ka qatil hain Meri masoom bachi ka qatil usi ny mery Bache ko mara tha bari berahmi se emali mujhy Kuch Samaj nhi arah ma kia karo kaha jao Meri tu duniya hi khatam ho Gai hain Anna Tum us ko police ma de do police ko batao yah sab. is BAAT ko ek maah guzar gya ab wo ek beta ki maa ban Gai thi or ek beti b thi us ko jurwa Bache howy thy aj us ko detective ki call I us ny us ko milny bolaya tha us ny or saboor dekhaye Jo ky bilkul us ky shuhar se match kar gy wo UN saboot ko ly kar police ky pass Gai or kaha mery shuhar ko geriphtar kar ly wo abhi Ghar hi hain police GIA or us ko geriphtar kar ky ly Gai us ki court ny is ko moot ki saza di us ki Kuch maah baad phansi thi wo milny us ky pass Gai or us ny is ki wajha pochi tu us ny kaha mujhy maaf kar do Anna ma tumhara gunna gar ho mujhy bhot dhuk hain Meri wajha se Tumhe itni takleef hoi hain ma khud ko kabhi maaf nhi karo ga us ny pocha yah sb q kia Tum ny mery sath many kia begara tha tumhara batao mujhy Kisi ny tumhare Bache ko marny ke paise diya thy ma ek serial killer howa karta tha mujhy nhi maloom kn tha wo ma bd paiso ky badly yah Kam kar diya karta tha.wo waha se chali gai or phir us ko Kuch maah main phansi ho Gai wo apny anjam ko ponch gya.
Free reading for new users
Scan code to download app
Facebookexpand_more
  • author-avatar
    Writer
  • chap_listContents
  • likeADD