Us Ameer Ki ZiddUpdated at Nov 16, 2026, 20:29
> Ananya - ek gareeb, masoom aur khuddar larki, jo apni ammi ka sahara hai. Lahore ki galiyon me mehnat karne wali larki ki zindagi tab badal jati hai jab uski takkar hoti hai Zaviayar Ahmed se.>> Zaviayar - sheher ka sab se ameer, sab se ziddi aur sab se gusse wala aadmi. Jise jo chahiye, wo le kar rehta hai. Aur ab use chahiye... Ananya.>> Ek takkar se shuru hui kahani, kab zidd ban gayi, aur kab zidd mohabbat me badal gayi, kisi ko pata hi nahi chala.>> Kya ye ameer ki zidd Ananya ko jeet payegi? Ya Ananya ki mohabbat is ziddi dil ko pighla degi?>> *Parhiye - Us Ameer Ki Zidd*