Story By A.M Qalam
author-avatar

A.M Qalam

ABOUTquote
A.M Qalam author, hobby writing, consistent and hardworking
bc
Mafia King Force love
Updated at Jul 26, 2026, 09:35
Wo ek possessive, dangerous aur cruel Mafia Boss hai. Qaid karna uska kaam hai... aur uska sukoon kahi kho gaya hai. Sirf ek jhalak dekhne ke baad.Wo larki jo Mafia World se nafrat karti hai. Azadi ki deewani hai. Lekin majbooran usay usi Mafia Boss ki qaid qabool karni pari.Ek taraf aag hai, dusri taraf paani... Kya hoga is kahani ka anjaam? Kya nafrat ishq ban jayegi ya dono ek dusre ko barbaad kar daingy?
like