Story By Mano Malik
author-avatar

Mano Malik

ABOUTquote
Hi! I am Mano. I love writing, and I am a novel writer. Bringing new stories to life through words, capturing emotions, and sharing my imagination with the world is my biggest passion. Whenever I write, it feels like I step into a whole different world. I hope you enjoy my novel and my stories! ✨
bc
Distances and Connections
Updated at Sep 25, 2026, 12:38
Behind the grand offices and glossy walls of Apex Corporation lie secrets deep enough to destroy lives. When Mira, an intern caught in the crossfire, crosses paths with Zain, a sharp and dedicated lawyer, a dangerous game begins. Together, they must navigate corporate espionage, fear, and a race against time to bring the truth to light—transforming their initial distances into a connection meant to last a lifetime.
like
bc
Ishq-e-Nadaan (عشقِ ناداں)
Updated at Sep 26, 2026, 13:40
Ishq-e-Nadaan Mohabbat ki raahon mein aksar naadaaniyan hi sabse haseen mod le kar aati hain. Shahmeer—ek sakt-mizaaj, suljha hua aur apno ke liye dhal ban’ne wala shakhs—aur Hania—ek masoom, naye khwabon se saji ladki—ki yeh kahani do mukhtalif duniyaon ke takraav aur phir ek anjaane ehsaas mein badal jaane ka safar hai. Zindagi ke mushkil halaat aur andheron mein jab sab kuch thahar sa jata hai, tab yeh naadaan ishq hi hai jo dilon ko roshan karta hai. Kya Shahmeer ki sakhawat aur Hania ki saadgi unhe ek dusre ki manzil bana payegi? Ek aisi kahani jahan jazbaat ki gehraai, wafadari aur roshni bhari raatein aapko ek naye jahan mein le jayengi.
like
bc
"Faslay aur Silsilay"
Updated at Sep 25, 2026, 12:04
Apex Corporation ke aali-shaan daftaron aur chamakti hui diwaron ke peechhe kuch aise gehre raaz chhupe hain jo kisi ki bhi zindagi tabah kar sakte hain.Zain — 28 saal ka, 6 feet 1 inch lamba, ek kabil, pur-waqar aur sanjeeda lawyer. Jo pichle kuch mahino se apne bhai ke mysterious case ki haqeeqat ki talaash mein din-raat ek kar raha hai. Uski shakhsiyat mein ek tehraav aur sach ko paane ki zidd thi.Mira — Sirf 19 saal ki, 5 feet 1 inch ki height, neeli aankhon, light skin aur ghane curly baalon wali ek pur-asraar intern. Jiske chehre ki masoomiyat ke peechhe ek gehra raaz aur chhupe hue khauf ki dastan thi.Jab yeh dono alag-alag duniya ke log un seal-shuda files ko kholne ke liye aamne-samne aate hain, toh unke darmiyan fasle kam hone lagte hain aur silsilay aisi manzil ki taraf barh jate hain jahan har kadam par khatra aur dhoka unka intezaar kar raha hota hai.Kya Zain aur Mira sach tak pahunch payenge, ya yeh silsila unhein kisi naye andhere mein duba dega?Janiye is romanchak aur jazbaati safar mein, sirf "Faslay aur Silsilay" ke sath! ✨
like