bc

Ek kahani sunsan si (diary of fear)

book_age12+
0
FOLLOW
1K
READ
dark
drama
tragedy
spiritual
like
intro-logo
Blurb

Ya kahani nahi magar batati hai hamare beetey lamhon ka dar uska ehsaas jo hamare andar basa hai. lekh ka bishes udeshya ya hai ki jo hamara dar hai andar ka usey kaalpanik hi rehne dey na ki usey vaastavik mai utpaan karey. Ya agey humey zindagi ka har us ghabrahat aur bechani ka asli karan batayega. Isey ek kahani ke tor se nahi ek vaastavik rup ka samna se tola jayega jo har er prani se jura hai

chap-preview
Free preview
Hua kya tha???
Ek dam chuuppp???...... Kya apko pata hai apke piche, haaa apke thik piche hi koi hai, (achanak chikne ke awaz)aaaaaaaaaa????..... hua kya?. Thik samje koi toh tha na galey se bachao awaz nikal raha na kuch aur sirf koi kheech raha aur pukar raha ki "suno idhar aao mera pass", hai kon woh kyu pukar raha??. Woh kichne lga pair pakar ke zameen mai laat paat chikta hua woh awaz sunai de rha mur ke dekha koi nahii ??par kuch toh baat tha jo samaj nahi aa rha......... Phirse ek awaz sunai dia " bunty beta kitna soyega aab aur uth ja beta..... beta bunty uth naa", usi waqt aakh khuli aur samaj aya toh tha ek sapna?? magar tha woh dar ka pehchan woh ek pal ka ehsaas jo zindagi bhar ka soona paan dar ko bharke pura karta hai........??? Bohot hua chalo byee?? din bhar ka kam hai aaj jo karna hai, arey baap re kam se yaad aya aaj toh test hai class mai aab kon bacheya mujhe issey, soch rha na jau school din bhar sotha hoon magar nahi kaisa so jau....... Kal jaunga school toh punishment milne wala hai aab karu toh kya karu☹️☹️☹️.... ......... School jate waqt woh azeeb si gudgudi azeeb si pareshanii maan mai jo sata rha?..... jayda sochne se aab lg rha heart attack ajayega magar nahii..... aab karu kya?‍♂️?‍♂️..... Abey oyyy aaj test hai sikha kya tuney???Lag toh rha pura tayari karke aya??...... woh phatak se jawab deta hai " haaa bunty mai pura tayar hoke toh aya lekin???"...... Ab bolega bhi lekin kya ya phir aise hi muh baand karke rahega........ aab bol v kuch...... "Haa bol toh rha hu mai ya bolne wala tha kii".......... Piche sey koi pukarta hua "Abhay jara idhar ana principal mam bula rahe tujhe", Abhay bolta hai:- Haa ata hoo abhii rukh, maaf?? karna bunty baadh mai bolta hai...... Aab ek nayi musibaat bolta hu bolke muje pareshani mai dalke chala gaya☹️?..... Jab tak test ka time nahi aya mai sochta raha kya hoga kya hoga?‍♂️?‍♂️ kyuki abhay toh ghar chala gaya tha uska mummy papa? usko lene jo aay aur bin batay chala gaya...... jab test ka samay aya us samay ka jo khusi naseeb?? hua tab pata chala abhay ya bolne wala tha kii ajj .......

editor-pick
Dreame-Editor's pick

bc

The Great Ethan Lee

read
4.1K
bc

Cheers to Comeuppance

read
802.1K
bc

The Luna He Rejected (Extended version)

read
612.2K
bc

Bullied Wife In A Contract Marriage

read
2.4K
bc

Desired By The Hockey Captain Alpha

read
6.6K
bc

Alpha's Instant Connection

read
650.9K
bc

His Unavailable Wife: Sir, You've Lost Me

read
10.4K

Scan code to download app

download_iosApp Store
google icon
Google Play
Facebook