
zoya 7' 8 class ki larki thi us ko malom ni kis ki Nazar kha gy bhot elaj karwaya pal wo thek ni ho pa Rahi thi ek din us mom dad us ko ghomany la gy us ki ami apni cozn k Ghar la gi Waha Ami abo ar UN ki family ma khob gup shup chap chal Rahi thi bato hi bato ma zoha ka topic char gya Ami na kaha apni cozn ko bemar rehti pata ni kia ho gya kis ki Nazar lag gi ha ye bat hoi thi k UN ki cozn na kaha Yaha ek peer Sahab rehty ha UN sa Jo b dam karwaye wo thek ho jata ha . pas hi ha chalty ha unho na kafi humari khidmat ki khA pi kar hum farigh howy to hum peer Sahab ki taraf chal pary kafy z da chalna para zoha ko kafi mushkil aye q k wo bemar thi ahista ahista chal Rahi thi akhir kar hum peer Sahab k Ghar pohanch hi aye Ami ki cozn b bemar thi unho na Socha wo b dam dalway gi thek ho Jai gi bemario ma log Khuda ko Bhool jaty ar dil ki tasali k lye ulty sedy totally apnaty ye wesy bewakofana harkaty thi . Khair kisa ma agy sunaty ho peer Sahab ka chota sa Ghar tha hum log Ander chaly gy Abo bahir hi khary humara wait kar rahy thy . Ander room ma gy kafi oraty bethi apni bari ka intizar kar Rahi thi orato k darmiyan peer Sahab bethy thy . choti bachi na mujhy dekha to Hans pari shyed wo soch k hansy ek ar aye Mary aba k pas ulu banany zoha na sari taraf Nazar ghomai ar wo jagha dhondh kar beth gi . Ami ar anti b beth gi har orat bari bari peer Sahab k pas beth jati dam karwany zoha chup kar k Sara tamasha dekh Rahi thi . phir humari bari b a hi
gi intizar ka waqt khatam howa anti na pehly dam karwaya . ab zoha ki bari thi dam karwany ki zoha b Dari beth gi peer k samny zoha ko heart ki bemario ki shurwat thi peer na masala pocha Ami na bataya Dil ka masla ha ab dam zoha k Dil ma dalna tha. batati Chalo k bahir dam peer Sahab dam dal rahy orto ko ar Ander full volium ma loud speaker song lagy thy . zoha ye Nazar dekh k Dil ma Hans Rahi thi ye kesa peer ha ar kesa dam kar raha orato k Bich ma beth ka mazy la raha kisa agy sunati ho . dam dalway ki bari ab zoha ki thi dam zoha k Dil ma dalna tha peer Sahab na zoha ko dekha
zoha kafi cute larki thi . peer Sahab ka dam start Howa kabi ankhy kholty kabhi band ar us peer na angali zoha k Dil sa inch for rakhi ar gol gol ghoma ka dam start kia zoha Dil ma galia de Rahi ye kesa dam ho raha . itna kareeb beth k Dil ma dam ar sary oraty
dekh Rahi koi kah b ni raha angali thori door karo q k wo peer tha usy koi Kuch kah b ni sakta tha Khair dam dal gya ab us peer na nimak zoha k hath ma dya wo us na apny pas rakha tha Jo sari orato ko wo bant raha tha zoha na b la Lia dam dalwa k hum bahir a gy bahir abo khary thy abo na pocha dal gya dam hum na kaha g wapsi ma hum a rahy thy to wohi peer Kisi ar k Ghar ma betha dam dal raha tha abo na Socha Thora namak ar la lo us sa taky zoha thek ho Jai . anti apny Ghar Chali gi zoha k abo Nimak la aye ab hum log b wapis apny Ghar a gy to ye kisa tha peer Sahab ka ap bataye ga kesa Laga .

