'' Jann _ sa_ mulaqatt ''
'' Jan sa mulaqatt ''
mama, mujha ek khobsorat dress design kar dijiye.uski aankhon mai aisi chammak thi jaise koi malka apna mahal Mai pehanti hai. uski awaz mai junon tha, bilkul kissi malka jaisa.
ye sirf 13 sall ki bachii thi. be_ intiha naazukk, par husn ki mukammal misal thi.Is Umar me bhi usma malkao Jesa guror tha, malkao wali chal thi.
Mai me Socha, bilkul meri jann ka liye hi tu ye dress banegi. malka jaise design karo gi... akhir meri jann ka birthday Jo hai...
ye sunta hi uski aankhon ki chammak aur badh gae. Khushi sai usna apni mama ko gala laga kar unka gal choom liya. phir shah_ e_ andaz mai, puri shah_ no_ shoqatt ke sath chalti hui whan sa chali gayi, jese koi malka apna darbar mai chalti hai. uska jana ke bad ass - pass ki deewarain bhi jese dam sadh kar reh gayin.
pichaii baithi uski mama apni beti ko daikh kar muskuraen. unki ye beti apna nazo_andaz ki malik thi, jab taiz thandi hawa khirki sa dakhil hui. uar table Pai rakha, chand paper nichaii gira. jiss mai malka Jesa khobsorat dress bana tha kia ye wahi dress tha Jo unki Jan apni birthday Mai pehanna wali hai.??